Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMere Munna
HomeMere Munna
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaa aaaa aaa aaaa aaaa aaaa ohhh ohhhh aaaa aaaa aaaa mera mann mera mann tujhko bulaaye pyaar se mera mann mera mann tujhko bulaaye pyaar se chain kahin aaye na dard saha jaaye na mera mann mera mann tujhko bulaaye pyaar se chain kahin aaye na dard saha jaaye na kaisi pagli pawan hai mere aanchal ko choomti ho mere tan se lipat ke meri khushboo mein jhoomti ja re ja besharam yun mujhe rok na chhod de raasta yun mujhe tok na chali main banke ghata neer bhari log kahen mujhe kajri mera mann mera mann tujhko bulaaye pyaar se chain kahin aaye na dard saha jaaye na main toh sur se saji hoon meri saanson mein sargam ho saari dhun mein baji hoon main hoon taanon mein har dam jaaduyi saaz hoon ansuna geet hoon husn ka raag hoon pyaar ki reet hoon mujhe adhron pe saja dil mein basa geet mera har pal gaa mera mann mera mann tujhko bulaaye pyaar se chain kahin aaye na dard saha jaaye na main hoon teri pujaaran tu hai sapnon kaa devta tujhko chaahun main har pal yeh nahin
mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe mere saaqee tu rahe aabaad maikhaana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe hashra bhi to ho chuka rukh se nahin hatti naqaab hashra bhi to ho chuka rukh se nahin hatti naqaab had bhi aakhir kuchh hai kab tak koi deewaana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe mere saaqee tu rahe aabaad maikhaana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe raat ko ja baithte hain roz hum majnu ke paas raat ko ja baithte hain roz hum majnu ke paas pehle anban reh chuki hai ab to yaaraana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe mere saaqee tu rahe aabaad maikhaana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe zindagi ka lutf ho udti rahe hardam riyaaz zindagi ka lutf ho udti rahe hardam riyaaz hum hon sheeshe ki pari ho ghar parikhaana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe mere saaqee tu rahe aabaad maikhaana rahe mai rahe
mai ri main mai ri mai ri main neer bharan nahin jaaun mai ri main neer bha ran nahin jaaun sab panghat mohe ghurat aise sab panghat mohe ghurat aise laaj ni main mar jaaaun mai ri main neer bharan nahin jaaun mai ri main neer bharan nahin jaaun kaajal main ek kaajal main ek maachh rahe sobhe rai kachhu kachh kachh mane ratan jaridya ratan jaridya naak ki besari kaise kahe de paaaun mai ri main neer bharan nahin jaaun mai ri main neer bharan nahin jaaun jal bhar gayin ghat jal bhar gayin ghat dharat kati pe saark gayo tan taniya charaye alo tadak gayo alo tadak gayo ghat chhin mein jal kaise bhar paaaun mai ri main neer bharan nahin jaaun sab panghat mohe ghurat aise laaj ni main mar jaaaun mai ri main neer bharan nahin jaaun mai ri main neer bharan nahin jaaaun mai ri main neer bharan nahin jaaun mai ri main neer bharan nahin neer bharan nahin neer bharan nahin jaaun
mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera puri kab hogi aashaa mera mann tera mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera jab se maine dekha tujhe mera dil nahin raha mera de de apna haath mere haathon mein kya jaaye tera jab se maine dekha tujhe mera dil nahin raha mera de de apna haath mere haathon mein kya jaaye tera ab to naa todon aashaa mera mann tera mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera zindagi hai meri ek daanw tu hai haar jeet meri aise waise kaise bhi tu khel humse jaisi marzi teri zindagi hai meri ek daanw tu hai haar jeet meri aise waise kaise bhi tu khel humse jaisi marzi teri kitni hai bholi aashaa mera mann tera mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera pata nahin kaun hoon main kya hoon aur kahaan mujhe jaana apni wo kahaani jo aajaani hoke ban gayi fasaana pata nahin kaun hoon main kya hoon aur kahaan mujhe jaana apni wo kahaani jo aajaani hoke ban gayi fasaana jeevan kya hai tamaasha mera mann tera mera mann tera
mere humnashi mere humnawa mere humnashi mere humnawa mujhe tujhse koi gila nahin tu nazar se door sahi magar tera gham to dil se juda nahin mere humnashi mere humnawa tera tazkra teri guftgoo teri justzoo teri aarzoo teri justzoo teri aarzoo mujhe zindagi mein hai kya kami mere paas jeene ko kya nahin mere humnashi mere humnawa teri anjuman se utha hoon yun dil e ghamzada ko liye huye dil e ghamzada ko liye huye ke phir uske baad se aaj tak kisi anjuman mein gaya nahin mere humnashi mere humnawa karoon tujhse koi gila to kya main khuda se maangun dua to kya main khuda se maangun dua to kya tujhe kuchh dinon se gumaan hai ye mera jaise koi khuda nahin mere humnashi mere humnawa mere humnawa
aa aa aa aaa mere humnafas mere humnavaa mujhe dost ban ke daga na de mere humnafas mere humnavaa mujhe dost ban ke daga na de main hoon dard e ishq se jaanvalab mujhe zindagi ki dua na de main hoon dard e ishq se jaanvalab mujhe zindagi ki dua na de mere humnafas mere daag e dil se hai roshni isi roshni se hai zindagiiieee mujhe darr hai aye mere chaaragar yeh chiraag tu hi bujha na de mujhe darr hai aye mere chaaragar yeh chiraag tu hi bujha na de mere humnafas mujhe chhod de mere haal par tera kya bharosa hai chaaragareeee yeh teri nawazish e mukhtasar mera dard aur badha na de mere humnafas mere humnawaa mujhe dost ban ke daga na de mere humnafas mera azam itna buland hai ke paraaye sholon ka darr nahin mera azam itna buland hai ke paraaye sholon ka darr nahin mujhe khauf aatish e gul se hai yeh kahin chaman ko jala na de mere humnafas mere humnawaa mere humnafas woh uthein hain leke hum o subu arre o shakeel kahaan hai tu uu uu tera jaam lene ko bazm mein koi
mere humnasheen mere humnawaan mere paas aa mujhe thaam le mujhe thaam le mere humnasheen mere humnawaan tu chala hai mujhse bichhad ke yun jyon shikasta saaz se raagini jyon chali ho jism se door jaan jyon chali ho aankh se roshni mujhe de de baahon ka aasra mere paas aa mujhe thaam le mujhe thaam le mere humnasheen mere humnawaan yeh tera milan yeh tera karam hai mujhe hayaat se kam nahin tu hai saamne toh mere sanam mujhe maut ka bhi alam nahin ae bahaar e dil ae sukoon e jaan mere paas aa mujhe thaam le mujhe thaam le mere humnasheen mere humnawaan mere humnasheen mere humnawaan mere humnasheen mere humnawaan
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole zakhmon mein aaj kis ka reh reh ke pyaar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole kis ke khayaal mein ye nazrein jhuki jhuki hain kis ke khayaal mein ye nazrein jhuki jhuki hain dekho idhar bhi lab par aahein ruki ruki hain dekho idhar bhi lab par aahein ruki ruki hain tum ho qaraar jis dil ka tum ho qaraar jis dil ka wahi beqraar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole dil ko lagan hai uski meethi nazar hai jiski dil ko lagan hai uski meethi nazar hai jiski hum paas hain tumhaare phir dil mein aas hai kiski hum paas hain tumhaare phir dil mein aas hai kiski tum jo nazar milaao tum jo nazar milaao dil mein bahaar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole kab se khade huye hain keh do to laut jaayein kab se
mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro kahaan yahaan devon ka nandan malyachal ka abhinav chandan kahaan yahaan devon ka nandan malyachal ka abhinav chandan mere urr ke ujde van mein karunamayi vichro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro nahin kahin kuchh mujh mein sundar kaajal sa kaala ye antar nahin kahin kuchh mujh mein sundar kaajal sa kaala ye antar praanon ke gehre gehwar mein mamtaamayi vihro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro
mere mann ke diye mere mann ke diye yunhi ghut ghut ke jal tu mere laadle o mere laadle mere mann ke diye mere mann ke diye yunhi ghut ghut ke jal tu mere laadle o mere laadle khaaq ho jaaye ham pyaar ke naam par khaaq ho jaaye ham pyaar ke naam par pyaar ki raah mein roshani to rahe mere mann ke diye mere mann ke diye yunhi ghut ghut ke jal tu mere laadle o mere laadle aag ke phool aanchal mein daale huye aag ke phool aanchal mein daale huye kab se jalta hai wo aasamaan dekhle mere mann ke diye mere mann ke diye yunhi ghut ghut ke jal tu mere laadle o mere laadle
mere mann mein hain raam mere tan mein hain raam mere nainon ki nagariya mein raam hai mere mann mein hain raam mere tan mein hain raam mere rom rom ke hain raam hi ramaiyaa mere rom rom ke hain raam hi ramaiyaa saanson ke swami meri naiyaa ke khevaiya saanson ke swami meri naiyaa ke khevaiya naiyaa ke khevaiya kan kan mein hain raam kan kan mein hain raam tribhuvan mein hain raam neele nabh ki atariya mein raam hai mere mann mein hain raam mere tan mein hain raam janam janam ka jinse hai naata janam janam ka jinse hai naata mann jinke palchhin gun gaata mann jinke palchhin gun gaata mann gun gaata gun gun mein hain raam gun gun mein hain raam run jhun mein hain raam saare jag ki dagariya mein raam hai mere mann mein hain raam mere tan mein hain raam jahan kahin dekhun wahin raam ki hai maaya jahan kahin dekhun wahin raam ki hai maaya sab hi ke saath shree raam ji ki chhaaya sab hi ke saath shree raam ji ki chhaaya raam ji ki chaaya sumiran mein hain raam sumiran
aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaa mere mehboooooooob naa jaaaaaaaaaa naaaaaaaaaaa jaaaaa naaaaaaa jaaaaa mere mehboob na jaa aaj ki raat na jaa hone waali hai sehar thodi der aur thehar mere mehboob na jaa aaj ki raat na jaa hone waali hai sehar thodi der aur thehar mere mehboob na jaa dekh kitnaa haseen mausam hai har taraf ik ajeeb aalam hai zarre iss tarah aaj nikhre hain jaise taare zameen pe bikhren hain jaise taare zameen pe bikhren hain mere mehboob na jaa aaj ki raat na jaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa maine kaate hain intezaar ke din tab kahin aayen hain bahaar ke din yun naa jaa dil ki shamma gul kar ke abhi dekha nahin hai jee bhar ke abhi dekha nahin hai jee bhar ke mere mehboob na jaa jab se zulfon ki chaanv paayi hai beqaraari ko neend aayi hai iss qayaamat ko yunhi sone de raat dhalne de subah hone de raat dhalne de subah hone de mere mehboob naa jaa aaj ki raat naa jaa mere mehboob naa jaa aaj ki raat naa jaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa
mere munne re mere munne re seedhi raah pe chalna jug jug tak phoolna falna mere munne re seedhi raah pe chalna jug jug tak phoolna falna mere munne re kaisi bhi mushkil aaye tera paanv na dolne paaye tera paanv na dolne paaye tu kul ka maan badhaye main tujh par balhaari seedhi raah pe chalna jug jug tak phoolna falna mere munne re sach baat se mat ghabraana har jhooth se takra jaana har jhooth se takra jaana sansaar mein naam kamaana main tujh par balhaari seedhi raah pe chalna jug jug tak phoolna falna mere munne re meri jeevan raat andheri tu nanhi jyot hai meri tu nanhi jyot hai meri kal hoke na ho maa teri main tujh par balhaari seedhi raah pe chalna jug jug tak phoolna falna mere munne re seedhi raah pe chalna jug jug tak phoolna falna mere munne re
yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le jiske peechhe ghum lage hon us khushi ko chheen le yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le de nahin saktaa agar aaraam ka ik saans bhi de nahin saktaa agar aaraam ka ik saans bhi paanv mere tod de aawaaragi ko chheen le yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le jiske peechhe ghum lage hon us khushi ko chheen le yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le aankh mein aansu kahaan ro doon jo apne haal par aankh mein aansu kahaan ro doon jo apne haal par aa gayi jo apne ghum par us hasi ko chheen le yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le jiske peechhe ghum lage hon us khushi ko chheen le yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mera Mann Nayee Padosan (2003) 06:17 13889
 
Poster of Nayee Padosan (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Shankar Ehsaan Loy
On Screen Actors- 
Anuj Swahney, Mehak Chahal
Duration : 06:17   Song Number : 13889   

Mai Rahe Meena Rahe Jagjit Singh 06:32 13505
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sabir Dutt
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:32   Song Number : 13505   

Mai Ri Main Neer Bharan Nahin Jaaun Lata Mangeshkar 05:16 38322
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Vasant Deo
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 05:16   Song Number : 38322   

Mera Mann Tera Pyaasa Gambler (1971) 04:20 18054
 
Poster of Gambler (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Shatrughan Sinha
Raag- 
Gara
Duration : 04:20   Song Number : 18054   

Mere Hum Nasheen Mere Hum Nava Talat Mahmood 03:34 19755
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shamim Jaipuri
Music Director- 
Yunus Mallik
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:34   Song Number : 19755   

Mere Humnafas Mere Humnava Begum Akhtar 06:57 40869
 
Poster of Begum Akhtar
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Mohammed Zahur Khayyam
Singer- 
Begum Akhtar
Duration : 06:57   Song Number : 40869   

Mere Humnasheen Mere Humnawaan Bhool Na Jana (1965) 03:07 38067
 
Poster of Bhool Na Jana (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Dan Singh
Singer- 
Geeta Dutt
Duration : 03:07   Song Number : 38067   

Mere Mann Ka Baawra Amar Deep (1958) 04:01 12650
 
Poster of Amar Deep (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padmini
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:01   Song Number : 12650   

Mere Mann Ke Andh Tamas Mein Jyotirmayi Utro Jagjit Singh 07:06 15524
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Bhajan
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:06   Song Number : 15524   

Mere Mann Ke Diye Parakh (1960) 04:09 13909
 
Poster of Parakh (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 04:09   Song Number : 13909   

Mere Mann Mein Hain Raam Pawan Putra Hanumaan (1957) 03:30 38254
 
Poster of Pawan Putra Hanumaan (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:30   Song Number : 38254   

Mere Mehboob Na Jaa Noor Mahal (1965) 05:51 20926
 
Poster of Noor Mahal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Saba Afghani
Music Director- 
Jani Babu
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Chitra
Duration : 05:51   Song Number : 20926   

Mere Munne Re Sachche Moti (1962) 03:20 17626
 
Poster of Sachche Moti (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Geeta Dutt
Duration : 03:20   Song Number : 17626   

Yaa Meri Manzil Bataa Rakhi (1962) 03:09 14055
 
Poster of Rakhi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:09   Song Number : 14055